Aye Dard Tu Kyun Kafa Hain
Aye Dard Tu Kyun Kafa Hain Aye dard tu kyun kafa hain Tu kahin aas paas yahin hain Par yeh teri ahesas ab nahi hain Aye dard tu kyun nahi hain Tujhse pehle dooriyan chahata Tujhse kabhi rota, kabhi darta Par ab jo teri aadat si hui hain Aye dard teri ahat kyun nahi hain Zindagi ke kayin mod aayein Kuch dard laye, kuch mohobbat laye Par ab jo teri adat si hui hain Pyar chod, teri hi kami hain Aye dard tu kyun nahi hain Dil, Chahat aur yeh Zindagi Sab har mod mein yun hi choote Kuch yun choote, kuch ne choda Par saath ab tak dard tu hi chala hain Is akelepan ka saathi hain tu Aye dard tu kyun kafa hain Aye dard tu ab kaha hain Ab jo teri adat si hui hain