Aye Dard Tu Kyun Kafa Hain

Aye Dard Tu Kyun Kafa Hain

Aye dard tu kyun kafa hain
Tu kahin aas paas yahin hain
Par yeh teri ahesas ab nahi hain
Aye dard tu kyun nahi hain

Tujhse pehle dooriyan chahata
Tujhse kabhi rota, kabhi darta
Par ab jo teri aadat si hui hain
Aye dard teri ahat kyun nahi hain

Zindagi ke kayin mod aayein
Kuch dard laye, kuch mohobbat laye
Par ab jo teri adat si hui hain
Pyar chod, teri hi kami hain
Aye dard tu kyun nahi hain

Dil, Chahat aur yeh Zindagi
Sab har mod mein yun hi choote
Kuch yun choote, kuch ne choda
Par saath ab tak dard tu hi chala hain
Is akelepan ka saathi hain tu
Aye dard tu kyun kafa hain
Aye dard tu ab kaha hain
Ab jo teri adat si hui hain

Comments

Popular posts from this blog

Soch ki Chidiya

Woh Akhri Mulaaqaat

Kuch hain aarzoo dil ke